Main Abhishek Kumar Is post me mein aapko batonga ke kaise blog banate hain aur blogging ke barme kuch details se aapko guide karne ki kushish kronga reader to me aapko blog kaise banaye iske barme step bu step bata raha hun unko follow kare and following start karne se pahle

Me kuch aur aapke question ke answer is post me dene ki kushish kronga kyun ke future me aapko problems na aaye
Blog website kaise banaye step by step guide
Is post me aapko Batonga ke free blog kaise banate hain website kaise banate hain full step sab se pahle to me yaha Aapko blogging se related har tarha ki jankari Ko batane ki kushish kronga to chalyi let na karte hue me apne topic par aakar aapko website kaise banate hain iske barme batata hun
Blog banane ke liye kya chahayi
Ek gmail id ki zarorat padegi agar abhi tak aapne nahi banaye to banale thoda sa internet knowledge and ek computer ya android Mobile aur internet connection
Agar aap free blog banana chahate hain to aapke liye best platform jo Google ki hi ek service partners blogger jaha se aap free me unique blog bana sakte hain aur usko mange bhi aasni se kar sakte hain
Blogger or WordPress me se kaha banaye site
Aap agar blogging me newbie ho to me suggest kronga ke sabse pahle aap blogger par apni own website created kar lain fir aap usko kabhi bhi WordPress par move kar sakte hain agar aap direct WordPress par blog banana chahate hain
To uske liye aapko hosting buy and install karni hogi yani WordPress par paid blog bana sakte hain aur munge karna thoda hard rahega but control penal butter WordPress par milnge
To chalyi me aapko step by step guide karta hun ke site kaise banaye wase Blogger par blog banana aur munge karna dono ek easy way hai but New starter ko ye bahut muskhil hai
Jab mein ne blogging me kadam rakha tha to muje bhi iska koyi idea nahi tha dhire dhire muje pata chala aur aaj me sab kuch badi aasani se manage karta hun
Blogger par blog kaise banaye step by step
Step 1 apni gmail id se blogger par login kare
setp 2 blogger.cpm par apni gmail id se login kare
step 3 blogger deshbroad oepn hoga jaha aapko new blog ka option nazar aayega right side mein

1 titile isme apni blog name dale exmple helptohindi
2 adderss mein blog url dale helptohindi.blogspot.com kuch is tarha
3 template set kare
4 final creat blog ki button par click kare
cong......
aapki blog ban choki hai ab isme aapko mahenat karni hogi agar aap blog se paise kamana chahate hain to jesa ke mein ne apne older post mein bhi bataya hai ke kaise aap apni own blog or wesbite se lakho ropees tak kama sakte hai
aapne blog to bana li hai ab isme kushsih kare uniqe content dalne ki aur ek baat batata chalon aapko sirf achi post hi nahi likhine uske sath sath post ko seo frednly bhi banana seo se hi aapke blog oar visirtor ziyda aaynge
seo kya hota hai uske barme mein apni next post mein aapko guaid kronga
last word post ko socail network me share jarur kare
Post a Comment